How To Start Affiliate Marketing With Amazon in 2025
Introduction
So guys, obviously, ye jo article hai, wahi log dekhenge, jinn logon ko affiliate marketing shuru karna hai, ya phir Amazon affiliate marketing se start karna chahate hain, aur practically ek puri process ko samjhna chahate hain, ke kaise hume shuru karna chahiye, kin sources ka hum log istimal kar sakte hain.
Clarifying the Audience
To iss video ko puri dekhenge, aur kyunki jaisa mai aapko shuru me bata chuka hu, ki keval wahi log iss video ko dekhenge, jo already decided kar chuke hain ki mujhe affiliate marketing ko shuru karna hai aur mai Amazon se shuru karne wala hoon.
What This Video Covers
Iska matlab hai ki iss video mein hum aisa kuch discuss nahi karenge ki Amazon kya hai, uske affiliate mein kitni potential hai, kitne log kitna paisa kama rahi hai.
Step-by-Step Process
Mai ek bahut hi simple si five-step process aapko bataunga jisse aapne follow karna hai aur aapke liye kaam asan ho jayega.
Importance of Traffic Sources
Step number one: Aapko shuru kahan se karna hai? Sabse pehle, select your traffic source, kyunki agar aapko account banana hai, to aapko ek traffic source dena padega Amazon ko.
Recommended Traffic Source
Sabse mera favourite hai Pinterest. Mai sabko recommend karta hoon Pinterest pe kaam shuru karein.
Exploring Other Options
Pinterest ke alawa, agar aap Pinterest pe kaam nahi karna chahte, to aapko ek website ya blog banana hoga.
Using Wix for Blogging
Aur Wix par blog kaise banate hain, kaise setup karte hain, iski puri settings kya hain, Maine ek video mein practically dikhaya hai Youtube par mil jae ga.
Investing in a Professional Website
AAP WordPress par apni website bana sakte ho. Professional website ke liye domain aur hosting ke saath aap kaam shuru kar sakte ho.
Earnings and Efforts
Aur ye mat samajhna ki agar aap Pinterest pe kaam karoge to aapki earning kam hogi. Ye sab cheeze vary karti hain.
Alternative Platforms
Ek source aur bacha hai jo ki bahut acha source hai Amazon affiliate marketing ke liye – YouTube.
Final Recommendation
To sabse pehle kaam hai ki aapko apna source identify karna hai. Aap YouTube, Wix, ya WordPress par kaam shuru kar sakte ho